Kya hua jo kai manzilen gayi ,
Manzilon ki kami nahi hai raho mai ,
Milegi manzil mujhe bas bacha ke rakhna hai aaho ko apni ,
Kas hum kuch kar pate bhagya ke aage,to mil jati manzil mujhe ,
Par pata na tha itna visvas hai manusya bhagya ke aage kahi ,
Socha tha lar lenge apne bhagya se hum ,
Par aaj jab manzill ko chutte dekha kareeb se ,
Tab laga ki kash apna haath badal pati ,
To sayad takdire badal jati ,
Par kya haath badalne se kuch hota hai ,
Mujhe to lakeere badal ni hai ,
Badal dalungi haton ki lakiron ko ,
Badal dalungi kismat ka likha ,
kuch to hoga haath mai mere ,
warna mita dalungi khud ko ,
badal ne ki chah mai apne haaton ki lakiron ko ,
This is my first publicaly posted poem. so hope you all will enjoy my sorrow and pain in it
Its more about pain . Just today I wrote it in a bus and posted in my blog.
keep it up accha likh rahi ho
ReplyDelete