Monday, September 16, 2013

Mai Modi ji ki bahut izzat karti huun, Agar aaj desh ko koi badal sakta hai to woh hai Modi Ji,
Ab jaldi App ayyo Modi Ji aur samhalo desh ko,
Humeh jarurat hai appke sasan ki
App ki sahyogita ki
sambhalo apni kaman jaldii aur baccha lo humeh
abhi bhi kuch jaan baki hai huume
Bara ascharya hota hai jab ek bure ,hatas byakti ko apni jindagi ki larai larte dekhti huun,
Na koi saath deta hai,Na koi sahara,
Hum kis jamaane mai a gaye ha jaha,
Na baro ki koi izzat hai na Samman,
Kabhi to lagta hai ki sab apni sanskriti bhul rahe hai,
Bure bachho ko satake apni jindagi bana rahe hai
Par sab kyo bhul jaate hai,
WSoh bhi kabhi bacche the aur kabhi bure honge,
Maine to apna kartavya nibhaya hai,
Ab dekhti huun kis kis ko sikha pati huun kartavya nibhana
par ha kisi ko to sudharna hai ish choti si jindagi mai