Pata hi nahi chala main kya se kya ho gayi,
Sochti huun haath dikha du apna kisi ko
Rahoo main itna andhera chaa jo gaya hai,
Bas puraani yaadein yaad aati hai,
Har kiya gaya galat faisla yaad aata hai,
Sab galtiyaa yaad atti hai,
Neend to aati nahi bas unka chehra najar aata hai
Sayad yeh duniya jinke saath behtaar hi sakti thi,
Maa tum chali kyo gayi itni jaldi
Bata ke to jaati kya sahi hai aurbkya galat
Pata hi nahi chala kab raaste bhatak gaye hum.
Chalo koi nahi ab sayad Raasta ti nahi bedlenge par chal jarur lenge akele.
Sab chitne ki himmat juta li hai maine. Galtiya to nahi sudhrengi par ha pachtana chor denge hum ab.
No comments:
Post a Comment